Written by: Swasthsutra
Curd probiotics ka powerhouse hai jo gut bacteria ko balance karta hai. Roz ek bowl dahi khana digestion ke liye sabse effective remedy hai.
1. Dahi (Curd)
Jeera pani ya jeera powder digestion ko fast karta hai aur acidity door karta hai. Monsoon me iska use daily karna helpful hai.
2. Jeera (Cumin Seeds)
Adrak anti-inflammatory hai jo bloating aur nausea reduce karta hai. Aap chai ya soup me ginger add kar sakte ho.
3. Ginger (Adrak)
Easily digestible protein source jo stomach par heavy nehi padta. Khichdi banakar khana monsoon gut-friendly option hai.
4. Moong Dal
Papaya me digestive enzyme papain hota hai jo food breakdown me help karta hai. Ye constipation bhi door karta hai.
5. Papaya
Garlic me natural antibacterial properties hoti hain jo gut ko infection-free rakhti hain. Thoda garlic apne meals me zarur add karo.
6. Garlic (Lahsun)
Read More: Monsoon Mein Nutrition Kaise Sudharen: 5 Gut-Friendly Food Swaps